meri bat mano choro yeh payr viyar ka chakar or wahan karo shadi jahan tumharay parents kahtay hai, kal ko agar us lakay ne jis ko tum basand karti ho tumhain tang kiya ko kiya tum apnay ghar walo ko bata sakti ho nahi na agar tum ne bataya bhi to tumhary ghar walay kahan gay hud kiya hai ab bhugto, yeh payr sirf 2din ka hota hai, agar tumhari ami man gaye to thek hai warna un ki marzi k bina koi kadam na othna, sari zindagi baduwain milay gi
aaliyah
|